Cyber Security Alert.

Comments · 1050 Views

Saaf Rrakho saaf Raho. kyunki hamara data bahut mahatvpurn hai ham Nahin caenge hamare data ko Kisi galat istemal Karen. Yah Kisi galat aadami ke pass chalaya Jaya.

Aap log jante honge CORONA ki sath sath cybercrime bhi bahut ho raha hai.

Mobile aur computer aur jitne digitally chij Jo internet ke sath Judi hai o HACKERS log active ho chuki hai o chij hack karne ke liye.

To hacker ka victim na banne ke liye aapko kya karna hoga..

Aap logon ka user login ka password strong karna hoga.

Email per jab Meli aya usko jaanch karne ke bad hi open Kare.

eMail kise ID per I hai usko acchi Tarah se check Karen Uske bad hi Emil ka jo link hai ya kuchh attach file hai usko download Karen..

Koi bhi SMS open karne ke bad link check kare Uske bad use link per visit Karen..

Faltu promotional SMS ki chakkar mein na jakar link na open Karen.

Instagram follow following karne se pahle profile ko check Karen Uske bad bolo yaar following send Karen...

WhatsApp me unknown number se ani wali WhatsApp message ya link ko ignore Karen

Most important YouTube channel Jo log YouTube kar rahe ho... Khaskar bolo alert rahe

Aapka ek Galti aapka YouTube channel ja sakti hai..

 

Is topic ke bare mein adhik jankari ke liye hamare sath contact kar sakte ho ho.

profile per diye hue social network link jakar Karke  directly message Kar sakte ho aap logon Ka Jo bhi koi li hai ham uska solution bataenge aap logon ko... Dhanyvad ?

Comments